हे-मन, ओ म्य ःए-मन ... बाहों में कस ले होंठों का रस ले
He-man, o my He-man
बाहों में कस ले होंठों का रस ले ऐसे मुझे न तड़पा
आके लिपट जा थोड़ा सिमट जा सीने से मुझको लगा
He-man हाँ हाँ ओ हाँ …
हाथों से बदन सहलाऊंगी मैं
प्यार की गर्मी बढ़ाऊंगी मैं
तेरे दिल को भी पिघलाऊंगी मैं
थोड़ा लहराने दे मस्ती चढ़ जाने दे छाने दे थोड़ा नशा
He-man हाँ हाँ ओ हाँ …
दुनिया में देखे मैने लाखों जवां
तेरे जैसा देखा नहीं कोई यहां
आँखों में बसा लो मुझे जान-ए-जहां
ऐसा मुझे मर्द मिलेगा कहां
भीगे मेरे ख्यालों को छू ले मेरे गालों को प्यासी हूँ प्यास बुझा
He-man हाँ हाँ ओ हाँ …
He-man, o my He-man
bāhoṅ meṅ kas le hoṅṭhoṅ kā ras le aise mujhe na taṛpā
āke lipaṭ jā thoṛā simaṭ jā sīne se mujhko lagā
He-man hāṇ hāṇ o hāṇ …
hāthoṅ se badan sahlāūṅgī maiṅ
pyār kī garmī baṛhāūṅgī maiṅ
tere dil ko bhī pighlāūṅgī maiṅ
thoṛā lahrāne de mastī chaṛh jāne de chhāne de thoṛā naśhā
He-man hāṇ hāṇ o hāṇ …
duniyā meṅ dekhe maine lākhoṅ javāṅ
tere jaisā dekhā nahīṅ koī yahāṅ
āṇkhoṅ meṅ basā lo mujhe jān-e-jahāṅ
aisā mujhe mard milegā kahāṅ
bhīge mere khyāloṅ ko chhū le mere gāloṅ ko pyāsī hūṇ pyās bujhā
He-man hāṇ hāṇ o hāṇ …