हे मई जब-जब पीर पड़ी ... ओ अम्बे मैया
र: हे मई जब-जब पीर पड़ी भगतन पर तूने सुनी पुकार
मु: हे मई जिसकी रक्षा तू करे उसे क्या मारे संसार
दो: उसे क्या मारे संसार
र: हे आयो-आयो नवरात्रि त्यौहार ओ अम्बे मैया
को: तेरी जय-जयकार हो अम्बे मैया तेरी जय-जयकार
मु: हे ( कर दे कर दे भक्तों का बेड़ा पार ) -2 ओ अम्बे मैया
को: तेरी जय-जयकार …
र: हम तो बालक तेरे माता और तू जीवन दाता है
को: और तू जीवन दाता है
मु: कोई उसको छू नहीं पाता तेरी शरन जो आता है
को: तेरी शरन जो आता है
र: हो आई सिंह पे सवार तेरी शक्ति अपार
तुझे अम्बे जगदम्बे जग सारा जाने रे
को: हो जग सारा जाने रे
मु: आज अपना आज अपना दिखा दे चमत्कार
को: हो आज अपना आज अपना दिखा दे चमत्कार हो अम्बे मैया
र: कर दे कर दे …
र: विपदा में है देश हमारा तू ही बचाने वाली है
को: तू ही बचाने वाली है
मु: आँचल में ये दीप छुपा ले आँधी आने वाली है
को: आँधी आने वाली है
र: हो बैरी पीछे पड़े हमें घेरे खड़े
तुझे अम्बे जगदम्बे जग सारा जाने रे
को: हो जग सारा जाने रे
मु: देशद्रोही की कर दे बंटाधार अम्बे मैया
को: हो अम्बे मैया
र: कर दे कर दे …
र: चारों खाने चित्त है दुश्मन उसने हमको मान लिया
को: उसने हमको मान लिया
मु: नाचो गाओ मौज मनाओ मैया ने कल्याण किया
को: मैया ने कल्याण किया
र: हे ऐसी देवी ने आज रखी भक्तों की लाज
तुझे अम्बे जगदम्बे जग सारा जाने रे
को: हो जग सारा जाने रे
मु: नहीं भूलेंगे तेरा उपकार
को: हो नहीं भूलेंगे तेरा उपकार हो अम्बे मैया
आयो-आयो नवरात्रि …
ra: he maī jab-jab pīr paṛī bhagatan par tūne sunī pukār
mu: he maī jiskī rakṣhā tū kare use kyā māre saṅsār
do: use kyā māre saṅsār
ra: he āyo-āyo navrātri tyauhār o ambe maiyā
ko: terī jay-jaykār ho ambe maiyā terī jay-jaykār
mu: he ( kar de kar de bhaktoṅ kā beṛā pār ) -2 o ambe maiyā
ko: terī jay-jaykār …
ra: ham to bālak tere mātā aur tū jīvan dātā hai
ko: aur tū jīvan dātā hai
mu: koī usko chhū nahīṅ pātā terī śharan jo ātā hai
ko: terī śharan jo ātā hai
ra: ho āī siṅh pe savār terī śhakti apār
tujhe ambe jagadambe jag sārā jāne re
ko: ho jag sārā jāne re
mu: āj apnā āj apnā dikhā de chamatkār
ko: ho āj apnā āj apnā dikhā de chamatkār ho ambe maiyā
ra: kar de kar de …
ra: vipdā meṅ hai deśh hamārā tū hī bachāne vālī hai
ko: tū hī bachāne vālī hai
mu: āṇchal meṅ ye dīp chhupā le āṇdhī āne vālī hai
ko: āṇdhī āne vālī hai
ra: ho bairī pīchhe paṛe hameṅ ghere khaṛe
tujhe ambe jagadambe jag sārā jāne re
ko: ho jag sārā jāne re
mu: deśhadrohī kī kar de baṅṭādhār ambe maiyā
ko: ho ambe maiyā
ra: kar de kar de …
ra: chāroṅ khāne chitt hai duśhman usne hamko mān liyā
ko: usne hamko mān liyā
mu: nācho gāo mauj manāo maiyā ne kalyāṇ kiyā
ko: maiyā ne kalyāṇ kiyā
ra: he aisī devī ne āj rakhī bhaktoṅ kī lāj
tujhe ambe jagadambe jag sārā jāne re
ko: ho jag sārā jāne re
mu: nahīṅ bhūleṅge terā upkār
ko: ho nahīṅ bhūleṅge terā upkār ho ambe maiyā
āyo-āyo navrātri …