हे इक दिन किसी फ़क़ीर ने ... जिसका कोई नहीं उसका तो
हे हे हे
इक दिन किसी फ़क़ीर ने इक बात कही थी
अब जा के दिल ने माना माना वो बात सही थी
जिसका कोई नहीं उसका तो ख़ुदा है यारों -2
( मैं नहीं कहता ) -2 किताबों में लिखा है यारों
जिसका कोई नहीं …
( हम तो क्या हैं ) -2 वो फ़रिश्तों को आजमाता है -2
बनाकर हमको मिटाता है फिर बनाता है
( आदमी टूट के ) -2 सौ बार जुड़ा है यारों
जिसका कोई नहीं …
इम्तहानों का यहाँ दौर यूँ ही चलता है -2
आँधियों में भी उम्मीदों का दिया जलता है
( कल की उम्मीद पे ) -2 इंसान जिया है यारों
जिसका कोई नहीं …
( कब तलक हमसे ) -2 तक़दीर भला रूठेगी -2
इन अँधेरों से उजाले की किरण फूटेगी
( ग़म के दामन में ) -2 कहीं चैन छुपा है यारों
जिसका कोई नहीं …
he he he
ik din kisī faqīr ne ik bāt kahī thī
ab jā ke dil ne mānā mānā vo bāt sahī thī
jiskā koī nahīṅ uskā to khudā hai yāroṅ -2
( maiṅ nahīṅ kahtā ) -2 kitāboṅ meṅ likhā hai yāroṅ
jiskā koī nahīṅ …
( ham to kyā haiṅ ) -2 vo fariśhtoṅ ko ājmātā hai -2
banākar hamko miṭātā hai phir banātā hai
( ādmī ṭūṭ ke ) -2 sau bār juṛā hai yāroṅ
jiskā koī nahīṅ …
imthānoṅ kā yahāṇ daur yūṇ hī chaltā hai -2
āṇdhiyoṅ meṅ bhī ummīdoṅ kā diyā jaltā hai
( kal kī ummīd pe ) -2 iṅsān jiyā hai yāroṅ
jiskā koī nahīṅ …
( kab talak hamse ) -2 taqdīr bhalā rūṭhegī -2
in aṇdheroṅ se ujāle kī kiraṇ phūṭegī
( ġham ke dāman meṅ ) -2 kahīṅ chain chhupā hai yāroṅ
jiskā koī nahīṅ …