He ho goree o goree prem kar le

हे हो गोरी ओ गोरी प्रेम कर ले
Year
Language

हे हो हो हो हो
गोरी ओ गोरी प्रेम कर ले ऐसा प्रेमी फिर ना मिलेगा
आ तेरे बालों में ये फूल लगा दूँ
के ऐसा फूल फिर ना खिलेगा
गोरी ओ गोरी …

जब तेरे दिल से हाँ जब तेरे दिल से हो
जब तेरे दिल से मेरा दिल टकराएगा -2
तेरी क़सम बस मज़ा आ जाएगा
( डोलेगी धरती ) -2 और अम्बर हिलेगा
ऐसा प्रेमी फिर ना …

फिर न कहना आवाज़ न दी

बातें करेंगे मुलाक़ाते करेंगे
( बातें करेंगे ) -2 हम चुपके-चुपके -2
चोरी-चोरी मिलेंगे दुनिया से छुप के
( किसी को भी ) -2 कुछ पता ना चलेगा
ऐसा प्रेमी फिर ना …

he ho ho ho ho
gorī o gorī prem kar le aisā premī phir nā milegā
ā tere bāloṅ meṅ ye phūl lagā dūṇ
ke aisā phūl phir nā khilegā
gorī o gorī …

jab tere dil se hāṇ jab tere dil se ho
jab tere dil se merā dil ṭakrāegā -2
terī qasam bas mazā ā jāegā
( ḍolegī dhartī ) -2 aur ambar hilegā
aisā premī phir nā …

phir na kahnā āvāz na dī

bāteṅ kareṅge mulāqāte kareṅge
( bāteṅ kareṅge ) -2 ham chupke-chupke -2
chorī-chorī mileṅge duniyā se chhup ke
( kisī ko bhī ) -2 kuchh patā nā chalegā
aisā premī phir nā …