He apnee to jaise-taise ... aapkaa k‌yaa hogaa janaab-e-aalee

हे अपनी तो जैसे-तैसे ... आपका क्‌या होगा जनाब-ए-आली
Work
Year
Language

हे ( अपनी तो जैसे-तैसे थोड़ी ऐसे या वैसे ) -2 कट जाएगी
आपका क्‌या होगा जनाब-ए-आली आपका क्‌या होगा
( अपने आगे ना पीछे ना कोई ऊपर-नीचे ) -2 रोने वाला
ना कोई रोने वाली जनाब-ए-आली आपका क्‌या होगा

( आप भी मेरी तरह इन्सान की औलाद हैं
आप मुँह माँगी दुआ हम अनसुनी फ़रियाद है ) -2
वो जिन्हें सारा ज़माना समझे लावारिस यहाँ
आप जैसे ज़ालिमों के ज़ुल्म की ईजाद हैं -2
गाली हुज़ूर की तो लगती दुआओं जैसी -2
हम दुआ भी दें तो लगे है गाली
आपका क्‌या होगा …

आपके माथे से छलके जो पसीना भी कहीं
आसमाँ हिलने लगे और काँप उट्ठे ये ज़मीं
आपका तो ये पसीना ख़ून से भी क़ीमती
और अपने ख़ून की क़ीमत यहाँ कुछ भी नहीं
अपना तो ख़ून पानी जीना-मरना बेमानी -2
वक़्त की हर अदा है अपनी देखी-भाली
आपका क्‌या होगा …

he ( apnī to jaise-taise thoṛī aise yā vaise ) -2 kaṭ jāegī
āpkā k‌yā hogā janāb-e-ālī āpkā k‌yā hogā
( apne āge nā pīchhe nā koī ūpar-nīche ) -2 rone vālā
nā koī rone vālī janāb-e-ālī āpkā k‌yā hogā

( āp bhī merī tarah insān kī aulād haiṅ
āp muṇh māṇgī duā ham ansunī fariyād hai ) -2
vo jinheṅ sārā zamānā samjhe lāvāris yahāṇ
āp jaise zālimoṅ ke zulm kī ījād haiṅ -2
gālī huzūr kī to lagtī duāoṅ jaisī -2
ham duā bhī deṅ to lage hai gālī
āpkā k‌yā hogā …

āpke māthe se chhalke jo pasīnā bhī kahīṅ
āsmāṇ hilne lage aur kāṇp uṭṭhe ye zamīṅ
āpkā to ye pasīnā khūn se bhī qīmtī
aur apne khūn kī qīmat yahāṇ kuchh bhī nahīṅ
apnā to khūn pānī jīnā-marnā bemānī -2
vaqt kī har adā hai apnī dekhī-bhālī
āpkā k‌yā hogā …