हज़ारों रंग बदलेगा ज़माना
हज़ारों रंग बदलेगा ज़माना
न बदलेगा मुहब्बत का फ़साना
हज़ारों …
पिघल जाते हैं पत्थर मोम हो कर
लिपट जाते हैं कतरे से समन्दर
मुहब्बत जब छेड़ती है तराना
हज़ारों …
मुहब्बत मौत से भी क्या मरेगी
ज़माने से मुहब्बत क्या डरेगी
कि इसकी ठोकरों में है ज़माना
हज़ारों …
hazāroṅ raṅg badlegā zamānā
na badlegā muhabbat kā fasānā
hazāroṅ …
pighal jāte haiṅ patthar mom ho kar
lipaṭ jāte haiṅ katre se samandar
muhabbat jab chheṛtī hai tarānā
hazāroṅ …
muhabbat maut se bhī kyā maregī
zamāne se muhabbat kyā ḍaregī
ki iskī ṭhokroṅ meṅ hai zamānā
hazāroṅ …