Havaaon pe likh do havaaon ke naam

हवाओं पे लिख दो हवाओं के नाम
Year
Language

हवाओं पे लिख दो हवाओं के नाम
हम अनजान परदेसियों का सलाम

ये किस के लिए है, बता किस के नाम
ओ पंछी तेरा ये सुरीला सलाम

शांख पर जब धुप आयी, हाथ छू ने के लिए
छाँव छम से नीचे कूदी, हँस के बोली आईये
यहाँ सुबह से खेला करती है शाम

चुलबुला ये पानी अपनी राह बहना भूलकर
लेटे लेटे आईना चमका रहा है फूलपर
ये भोले से चेहरे हैं मासूम नाम

havāoṅ pe likh do havāoṅ ke nām
ham anjān pardesiyoṅ kā salām

ye kis ke lie hai, batā kis ke nām
o paṅchhī terā ye surīlā salām

śhāṅkh par jab dhup āyī, hāth chhū ne ke lie
chhāṇv chham se nīche kūdī, hṇs ke bolī āīye
yahāṇ subah se khelā kartī hai śhām

chulbulā ye pānī apnī rāh bahnā bhūlkar
leṭe leṭe āīnā chamkā rahā hai phūlpar
ye bhole se chehre haiṅ māsūm nām