Hauslaa aashiq ko chaahiye dil lagaane ke liye

हौसला आशिक़ को चाहिये दिल लगाने के लिये
Work
Year
Language

हौसला आशिक़ को चाहिये दिल लगाने के लिये
क्‌यूँकि ये माशूक़ होते हैं सताने के लिये

रहम कर दिल में ज़रा इन्साफ़ लाने के लिये -2
हम फ़क़त ते
हम फ़क़त तेरे लिये और तू ज़माने के लिये

कोशिशें करते हो क्‌यूँ मेरे मिटाने के लिये -2
फिर मिलेंगे
फिर मिलेंगे कब तुम्हें ये नाज़ उठाने के लिये

वो उधर ख़ंजर-ब-कफ़ हैं आज़माने के लिये -2
हम इधर हैं
हम इधर हैं शौक़ में गरदन कटाने के लिये
कटाने के लिये
हौसला आशिक़्

hauslā āśhiq ko chāhiye dil lagāne ke liye
k‌yūṇki ye māśhūq hote haiṅ satāne ke liye

raham kar dil meṅ zarā insāf lāne ke liye -2
ham faqat te
ham faqat tere liye aur tū zamāne ke liye

kośhiśheṅ karte ho k‌yūṇ mere miṭāne ke liye -2
phir mileṅge
phir mileṅge kab tumheṅ ye nāz uṭhāne ke liye

vo udhar khaṅjar-ba-kaf haiṅ āzmāne ke liye -2
ham idhar haiṅ
ham idhar haiṅ śhauq meṅ gardan kaṭāne ke liye
kaṭāne ke liye
hauslā āśhiq