Haule-haule ghoonghat-pat khole balamvaa bedardee

हौले-हौले घूँघट-पट खोले बलमवा बेदर्दी
Year
Language

ल: हौले-हौले
ओ हौले-हौले घूँघट-पट खोले बलमवा बेदर्दी
हौले-हौले
को: हौले-हौले घूँघट-पट खोले बलमवा बेदर्दी
हौले-हौले
ल: ए माने ना माने ना
ज़ुल्मीं सैंयाँ पकड़े बैंयाँ हाय दैया
हिया मोरा डोले हौले-हौले

र: भोले-भोले
हाय भोले-भोले ज़हर काहे घोले नयनवा बेदर्दी
भोले-भोले
को: भोले-भोले ज़हर काहे घोले नयनवा बेदर्दी
भोले-भोले
र: अरे देखो जी देखो जी
दिल की चोरी कर के गोरी ये छोरी
मीठी मीठी बोलें बोले-बोले

ल: हौले-हौले घूँघट-पट खोले बलमवा बेदर्दी
हौले-हौले

को: ल: हा
बेदर्दी बेदर्दी बेदर्दी
र: रूप कैसा दिया है तुझे राम ने
चाँद शरमाये गोरी तेरे सामने
ल: किया हमको बदनाम तेरे नाम ने
मेरा दामन क्‌यों आये अब थामने
को: तक धिना धिन तक धिना धिन तक धिना धिन
ल: डालो ना डालो ना
जादू का डोरा छलिया छोरा मन मोरा
खाये हिचकोले हौले-हौले
को: भोले-भोले ज़हर काहे घोले नयनवा बेदर्दी
भोले-भोले

को: र: हो
साजनिया साजनिया साजनिया
ल: देखो आँखें मिलाओ देख-भाल के
ज़रा समझो इशारे मेरी चाल के
र: हाय
लचकाओ कमर ये सम्भाल के
रख दोगी कलेजा निकाल के
हाय
को: तक धिना धिन तक धिना धिन तक धिना धिन
र: हो झनन-झनन
झाँझर झमके बिजली चमके थम-थम के
भड़के दिल में शोले भोले-भोले
को: हौले-हौले घूँघट-पट खोले बलमवा बेदर्दी
हौले-हौले
हाय्

la: haule-haule
o haule-haule ghūṇghaṭ-paṭ khole balamvā bedardī
haule-haule
ko: haule-haule ghūṇghaṭ-paṭ khole balamvā bedardī
haule-haule
la: e māne nā māne nā
zulmīṅ saiṅyāṇ pakaṛe baiṅyāṇ hāy daiyā
hiyā morā ḍole haule-haule

ra: bhole-bhole
hāy bhole-bhole zahar kāhe ghole nayanvā bedardī
bhole-bhole
ko: bhole-bhole zahar kāhe ghole nayanvā bedardī
bhole-bhole
ra: are dekho jī dekho jī
dil kī chorī kar ke gorī ye chhorī
mīṭhī mīṭhī boleṅ bole-bole

la: haule-haule ghūṇghaṭ-paṭ khole balamvā bedardī
haule-haule

ko: la: hā
bedardī bedardī bedardī
ra: rūp kaisā diyā hai tujhe rām ne
chāṇd śharmāye gorī tere sāmne
la: kiyā hamko badnām tere nām ne
merā dāman k‌yoṅ āye ab thāmne
ko: tak dhinā dhin tak dhinā dhin tak dhinā dhin
la: ḍālo nā ḍālo nā
jādū kā ḍorā chhaliyā chhorā man morā
khāye hichkole haule-haule
ko: bhole-bhole zahar kāhe ghole nayanvā bedardī
bhole-bhole

ko: ra: ho
sājniyā sājniyā sājniyā
la: dekho āṇkheṅ milāo dekh-bhāl ke
zarā samjho iśhāre merī chāl ke
ra: hāy
lachkāo kamar ye sambhāl ke
rakh dogī kalejā nikāl ke
hāy
ko: tak dhinā dhin tak dhinā dhin tak dhinā dhin
ra: ho jhanan-jhanan
jhāṇjhar jhamke bijlī chamke tham-tham ke
bhaṛke dil meṅ śhole bhole-bhole
ko: haule-haule ghūṇghaṭ-paṭ khole balamvā bedardī
haule-haule
hāy