हसरतें ख़ामोश हैं और आह बेतासिर है
हसरतें ख़ामोश हैं -2
और आह बेतासिर है
हसरतें ख़ामोश हैं
और आह बेतासिर है
तक़दीर है रूठी हुई -2
बेकार हर तदबीर है
हसरतें ख़ामोश हैं
और आह बेतासिर है
है यक़ीं छोड़ेगा न -2
इक भी लहू की बूँद को
है यक़ीं छोड़ेगा न
इक भी लहू की बूँद को
मेरे दिल में जो चुभा
उनकी नज़र का तीर है
घर हुआ बरबाद मेरा -2
दिल जिगर टुकड़े हुये -2
फिर भी मैं ज़िन्दा हूँ बतला
क्या मेरी तक़दीर है
तक़दीर है रूठी हुई
बेकार हर तदबीर है
हसरतें ख़ामोश हैं
और आह बेतासिर है
hasarteṅ khāmośh haiṅ -2
aur āh betāsir hai
hasarteṅ khāmośh haiṅ
aur āh betāsir hai
taqdīr hai rūṭhī huī -2
bekār har tadbīr hai
hasarteṅ khāmośh haiṅ
aur āh betāsir hai
hai yaqīṅ chhoṛegā na -2
ik bhī lahū kī būṇd ko
hai yaqīṅ chhoṛegā na
ik bhī lahū kī būṇd ko
mere dil meṅ jo chubhā
unkī nazar kā tīr hai
ghar huā barbād merā -2
dil jigar ṭukaṛe huye -2
phir bhī maiṅ zindā hūṇ batlā
kyā merī taqdīr hai
taqdīr hai rūṭhī huī
bekār har tadbīr hai
hasarteṅ khāmośh haiṅ
aur āh betāsir hai