Hare bhare baagh ke phoolon pe reejhaa khaiyyaam

हरे भरे बाग़ के फूलों पे रीझा खैय्याम्
Year
Language

हरे भरे बाग़ के फूलों पे रीझा खैय्याम -2
हाँ
तारों का शैदा हुआ -2
चाँद में खोया खैय्याम -2
हरे भरे बाग़ के फूलों पे रीझा खैय्याम

प्यारी प्यारी सूरतें -2
पहलू से दिल ले गईं -2
बन गया कुछ रोज़ में -2
हुस्न का बन्दा खैय्याम -2
हरे भरे बाग़ के फूलों पे रीझा खैय्याम

लेकिन मुझे मालूम हुआ
कि यहाँ की हर चीज़ फ़ानी है

फ़ानी चीज़ का -2
प्यार भी फ़ानी -2
लहर ये दिल में आई
( छोड़ के आखिर सब कुछ मैने
लौ मालिक से लगाई ) -2

भूल गया हर चीज़ यहाँ की
इश्क़-ए-ख़ुदा में खोया -2
अल्ला हू के रंग में रंग कर -2
मसज़िद दिल में बनाई -2

फ़ानी चीज़ का
प्यार भी फ़ानी

फिर तो मेरी आँखों को
ज़र्रे-ज़र्रे में वो ही वो नज़र आने लगा

प्यार से मैने कलियों को चूमा -2
बुलबुलों के तराने पे झूमा -2
हुस्न को उसका जलवा समझ कर
मैं हसीनों के मजमें में घूमा
मेरे दिल में समाया वो ही वो

hare bhare bāġh ke phūloṅ pe rījhā khaiyyām -2
hāṇ
tāroṅ kā śhaidā huā -2
chāṇd meṅ khoyā khaiyyām -2
hare bhare bāġh ke phūloṅ pe rījhā khaiyyām

pyārī pyārī sūrteṅ -2
pahlū se dil le gaīṅ -2
ban gayā kuchh roz meṅ -2
husn kā bandā khaiyyām -2
hare bhare bāġh ke phūloṅ pe rījhā khaiyyām

lekin mujhe mālūm huā
ki yahāṇ kī har chīz fānī hai

fānī chīz kā -2
pyār bhī fānī -2
lahar ye dil meṅ āī
( chhoṛ ke ākhir sab kuchh maine
lau mālik se lagāī ) -2

bhūl gayā har chīz yahāṇ kī
iśhq-e-khudā meṅ khoyā -2
allā hū ke raṅg meṅ raṅg kar -2
masazid dil meṅ banāī -2

fānī chīz kā
pyār bhī fānī

phir to merī āṇkhoṅ ko
zarre-zarre meṅ vo hī vo nazar āne lagā

pyār se maine kaliyoṅ ko chūmā -2
bulbuloṅ ke tarāne pe jhūmā -2
husn ko uskā jalvā samajh kar
maiṅ hasīnoṅ ke majmeṅ meṅ ghūmā
mere dil meṅ samāyā vo hī vo