हर तरफ़ अब यही अफ़साने हैं, हम तेरी आँखों के
हर तरफ़ अब यही अफ़साने हैं
हम तेरी आँखों के दीवानें हैं
हर तरफ़्…
इतनी सच्चाई है इन आँखों में
खोटे सिक्के भी खरे हो जायें
तू कभी प्यार से देखे जो उधर
सूखे जंगल भी हरे हो जायें
बाग बन जाए, बाग बन जाए जो वीरानें हैं
हम तेरी आँखों के दीवाने हैं
हर तरफ़्…
एक हल्का सा इशारा इनका
कभी दिल और कभी जाँ लूटेगा
किस तरह प्यास बुझेगी उसकी
किस तरह उसका नशा टूटेगा
जिसकी क़िस्मत में, जिसकी क़िस्मत में ये पैमानें हैं
हम तेरी आँखों के दीवानें हैं
हर तरफ़्…
नीची नज़रों में हैं कितना जादू
हो गए पल में कई ख्वाब जवाँ
कभी उठने कभी झुकने की अदा
ले चली जाने किधर जाने कहाँ
रास्ते प्यार के, रास्ते प्यार के अंजाने हैं
हम तेरी आँखों के दीवानें हैं - (2)
हर तरफ़्…
har taraf ab yahī afsāne haiṅ
ham terī āṇkhoṅ ke dīvāneṅ haiṅ
har taraf…
itnī sachchāī hai in āṇkhoṅ meṅ
khoṭe sikke bhī khare ho jāyeṅ
tū kabhī pyār se dekhe jo udhar
sūkhe jaṅgal bhī hare ho jāyeṅ
bāg ban jāe, bāg ban jāe jo vīrāneṅ haiṅ
ham terī āṇkhoṅ ke dīvāne haiṅ
har taraf…
ek halkā sā iśhārā inkā
kabhī dil aur kabhī jāṇ lūṭegā
kis tarah pyās bujhegī uskī
kis tarah uskā naśhā ṭūṭegā
jiskī qismat meṅ, jiskī qismat meṅ ye paimāneṅ haiṅ
ham terī āṇkhoṅ ke dīvāneṅ haiṅ
har taraf…
nīchī nazroṅ meṅ haiṅ kitnā jādū
ho gae pal meṅ kaī khvāb javāṇ
kabhī uṭhne kabhī jhukne kī adā
le chalī jāne kidhar jāne kahāṇ
rāste pyār ke, rāste pyār ke aṅjāne haiṅ
ham terī āṇkhoṅ ke dīvāneṅ haiṅ - (2)
har taraf…