हर शाम शाम-ए-ग़म है
हर रात है अंधेरी
अपना नहीं है कोई
क्या ज़िंदगी है मेरी
ग़म सहते सहते ग़म की
(तसवीर बन गया हूँ) - 2
जा ऐ बहार-ए-दुनिया
हालत न पूछ मेरी
क्या ज़िंदगी है मेरी
हर शाम शाम-ए-ग़म है
सामान-ए-ज़िंदगी में
(कुछ भी नहीं बचा है) - 2
एक दर्द रह गया है
और एक याद तेरी
क्या ज़िंदगी है मेरी
हर शाम शाम-ए-ग़म है …
खुशियों का एक दिन भी
(आया न ज़िंदगी में) - 2
पछता रहा हूँ मैं तो
दुनिया में आ के तेरी
क्या ज़िंदगी है मेरी
हर शाम शाम-ए-ग़म है …
har śhām śhām-e-ġham hai
har rāt hai aṅdherī
apnā nahīṅ hai koī
kyā ziṅdgī hai merī
ġham sahte sahte ġham kī
(tasvīr ban gayā hūṇ) - 2
jā ai bahār-e-duniyā
hālat na pūchh merī
kyā ziṅdgī hai merī
har śhām śhām-e-ġham hai
sāmān-e-ziṅdgī meṅ
(kuchh bhī nahīṅ bachā hai) - 2
ek dard rah gayā hai
aur ek yād terī
kyā ziṅdgī hai merī
har śhām śhām-e-ġham hai …
khuśhiyoṅ kā ek din bhī
(āyā na ziṅdgī meṅ) - 2
pachhtā rahā hūṇ maiṅ to
duniyā meṅ ā ke terī
kyā ziṅdgī hai merī
har śhām śhām-e-ġham hai …