Har khushee ho vahaan too jahaan bhee rahe

हर ख़ुशी हो वहाँ तू जहाँ भी रहे
Work
Year
Language

हर ख़ुशी हो वहाँ तू जहाँ भी रहे
जिंदगी हो वहाँ तू जहाँ भी रहे

ये अँधेरे मुझे इसलिए हैं पसंद
इन में साया भी अपना दिखाई ना दे
रोशनी हो वहाँ तू जहाँ भी रहे

चाँद धुंधला सही ग़म नहीं है मुझे
तेरी रातों पे रातों का साया न हो
चाँदनी हो वहाँ तू जहाँ भी रहे

har khuśhī ho vahāṇ tū jahāṇ bhī rahe
jiṅdgī ho vahāṇ tū jahāṇ bhī rahe

ye aṇdhere mujhe islie haiṅ pasaṅd
in meṅ sāyā bhī apnā dikhāī nā de
rośhnī ho vahāṇ tū jahāṇ bhī rahe

chāṇd dhuṅdhlā sahī ġham nahīṅ hai mujhe
terī rātoṅ pe rātoṅ kā sāyā na ho
chāṇdnī ho vahāṇ tū jahāṇ bhī rahe