Har karam apnaa karenge ai vatan tere lie ... meraa karmaa too meraa dharmaa too

हर करम अपना करेंगे ऐ वतन तेरे लिए ... मेरा कर्मा तू मेरा धर्मा तू
Work
Year
Language

मेरा कर्मा तू मेरा धर्मा तू
तेरा सब कुछ मैं मेरा सब कुछ तू

हर करम अपना करेंगे -2 ऐ वतन तेरे लिए
दिल दिया है जां भी देंगे ऐ वतन तेरे लिए

तू मेरा कर्मा तू मेरा धर्मा तू मेरा अभिमान है
ऐ वतन महबूब मेरे तुझपे दिल क़ुर्बान है
हम जियेंगे या मरेंगे ऐ वतन तेरे लिए
दिल दिया है जां भी देंगे …

हिन्दू मुस्लिम सिख ईसाई हमवतन हमनाम हैं
जो करे इनको जुदा मज़हब नहीं इल्जाम है
हम जियेंगे या मरेंगे …

तेरी गलियों में चलाकर नफ़रतों की गोलियां
लूटते हैं सब लुटेरे दुल्हनों की डोलियां
लुट रहा है आंप वो अपने घरों को लूट कर
खेलते हैं बेखबर अपने लहू से होलियां
हम जियेंगे या मरेंगे …

merā karmā tū merā dharmā tū
terā sab kuchh maiṅ merā sab kuchh tū

har karam apnā kareṅge -2 ai vatan tere lie
dil diyā hai jāṅ bhī deṅge ai vatan tere lie

tū merā karmā tū merā dharmā tū merā abhimān hai
ai vatan mahbūb mere tujhpe dil qurbān hai
ham jiyeṅge yā mareṅge ai vatan tere lie
dil diyā hai jāṅ bhī deṅge …

hindū muslim sikh īsāī hamavtan hamnām haiṅ
jo kare inko judā mazhab nahīṅ iljām hai
ham jiyeṅge yā mareṅge …

terī galiyoṅ meṅ chalākar nafartoṅ kī goliyāṅ
lūṭte haiṅ sab luṭere dulhnoṅ kī ḍoliyāṅ
luṭ rahā hai āṅp vo apne gharoṅ ko lūṭ kar
khelte haiṅ bekhabar apne lahū se holiyāṅ
ham jiyeṅge yā mareṅge …