हर हसीन चीज का मैं लतबगार हूँ
हर हसीं चीज़ का, मैं तलबगार हूँ
रस का, फूलों का, गीतों का बीमार हूँ
सारा गाँव मुझे रसिया कहे
जो भी देखे मन बसिया कहे
सब की नज़रों का एक मैं ही दीदार हूँ
कोई कहे भँवरा मुझे, कोई दीवाना
भेद मेरे मन का मगर, किसी ने ना जाना
रोना मैने कभी सिखा नही
चखा जीवन में फल फ़ीका नही
मैं तो हर मोल देने को तैय्यार हूँ
har hasīṅ chīz kā, maiṅ talabgār hūṇ
ras kā, phūloṅ kā, gītoṅ kā bīmār hūṇ
sārā gāṇv mujhe rasiyā kahe
jo bhī dekhe man basiyā kahe
sab kī nazroṅ kā ek maiṅ hī dīdār hūṇ
koī kahe bhṇvrā mujhe, koī dīvānā
bhed mere man kā magar, kisī ne nā jānā
ronā maine kabhī sikhā nahī
chakhā jīvan meṅ phal fīkā nahī
maiṅ to har mol dene ko taiyyār hūṇ