Hamne jo bhee tumko die

हमने जो भी तुमको दिए
Year
Language

कि: हमने जो भी तुमको दिए -2
लौटा दो हमको वो प्रिये ( लौटा दो वो बोसे के साथ ) -2 हो
अ: किसी को जब दिए जाते हैं -2
तो वापस कब लिए जाते हैं ( तोहफ़े और सौग़ात) -2
कि: हमने जो भी …

हटती नहीं है नज़र हो देखूँ बदन को जहाँ -2
ऐसी रवानी सनम हो सारे जहाँ में कहाँ
प्यार की तुम पे की जो बरसात -2
लौटा दो हमको …
अ: किसी को जब दिए …

गेसू बिखरे हुए सीने से लिपटी रहूँ लिपटी रहूँ -2
( मेरी तमन्ना ) -2 की बाँहों में लिपटी रहूँ लिपटी रहूँ -2
दे के लेने की करो नहीं बात
कि: हमने जो भी …
अ: किसी को जब दिए …
कि: लौटा दो हमको …

ki: hamne jo bhī tumko die -2
lauṭā do hamko vo priye ( lauṭā do vo bose ke sāth ) -2 ho
a: kisī ko jab die jāte haiṅ -2
to vāpas kab lie jāte haiṅ ( tohafe aur sauġhāt) -2
ki: hamne jo bhī …

haṭtī nahīṅ hai nazar ho dekhūṇ badan ko jahāṇ -2
aisī ravānī sanam ho sāre jahāṇ meṅ kahāṇ
pyār kī tum pe kī jo barsāt -2
lauṭā do hamko …
a: kisī ko jab die …

gesū bikhre hue sīne se lipṭī rahūṇ lipṭī rahūṇ -2
( merī tamannā ) -2 kī bāṇhoṅ meṅ lipṭī rahūṇ lipṭī rahūṇ -2
de ke lene kī karo nahīṅ bāt
ki: hamne jo bhī …
a: kisī ko jab die …
ki: lauṭā do hamko …