हमने घर छोड़ा है रस्मों को तोड़ा है
हमने घर छोड़ा है रस्मों को तोड़ा है
दूर कहीं जाएंगे नई दुनिया बसाएंगे
तेरे बिना जीना पड़े दिन वो कभी भी ना आए
कोई हमको जुदा कर न पाए
बस इक बार किया है मैने तुझे प्यार किया है
हम तेरी बाहों में जन्नत को भुलाएंगे
हमने घर छोड़ा है …
इस प्यार की दिल की ज़मीं सपनों की ऊंची दीवारें
कहियां मोहब्बत की खिलने लगीं आईं मिलन की बहारें
जन्मों की प्यास बुझा दे मुझको गले से लगा ले
प्यार के इस मंदिर को चाहत से सजाएंगे
हमने घर छोड़ा है …
hamne ghar chhoṛā hai rasmoṅ ko toṛā hai
dūr kahīṅ jāeṅge naī duniyā basāeṅge
tere binā jīnā paṛe din vo kabhī bhī nā āe
koī hamko judā kar na pāe
bas ik bār kiyā hai maine tujhe pyār kiyā hai
ham terī bāhoṅ meṅ jannat ko bhulāeṅge
hamne ghar chhoṛā hai …
is pyār kī dil kī zamīṅ sapnoṅ kī ūṅchī dīvāreṅ
kahiyāṅ mohabbat kī khilne lagīṅ āīṅ milan kī bahāreṅ
janmoṅ kī pyās bujhā de mujhko gale se lagā le
pyār ke is maṅdir ko chāhat se sajāeṅge
hamne ghar chhoṛā hai …