Hamen tumse pyaar kitnaa, ye ham naheen jaante

हमें तुमसे प्यार कितना, ये हम नहीं जानते
Work
Year
Language

हमें तुमसे प्यार कितना, ये हम नहीं जानते
मगर जी नहीं सकते तुम्हारे बिना

मैं तो सदा की तुम्हरी दीवानी
भूल गये सैयाँ प्रीत पुरानी
कदर न जानी, कदर न जानी
हमें तुमसे प्यार कितना, ये हम नहीं जानते

कोई जो डारे तुमपे नयनवा
देखा ना जाए मोसे सजनवा
जले मोरा मनवा, जले मोरा मनवा
हमें तुमसे प्यार कितना, ये हम नहीं जानते

hameṅ tumse pyār kitnā, ye ham nahīṅ jānte
magar jī nahīṅ sakte tumhāre binā

maiṅ to sadā kī tumhrī dīvānī
bhūl gaye saiyāṇ prīt purānī
kadar na jānī, kadar na jānī
hameṅ tumse pyār kitnā, ye ham nahīṅ jānte

koī jo ḍāre tumpe nayanvā
dekhā nā jāe mose sajanvā
jale morā manvā, jale morā manvā
hameṅ tumse pyār kitnā, ye ham nahīṅ jānte