हमें फूलों की तरह दिल में सजाकर रखना
हमें फूलों की तरह दिल में सजाकर रखना
हम तुम्हारे हैं हमें अपना बनाकर रखना
हमें फूलों की तरह …
नए अंदाज़ में यूं खुद को सज़ा दी जाए
ज़िंदगी आपके कदमों में बिछा दी जाए
ज़िंदगी भर हमें सीने से लगा कर रखना
हम तुम्हारे हैं …
खाक़ बनकर तेरी राहों में बिखर जाएंगे
तेरी नज़रों से जुदा होंगे तो मर जाएंगे
प्यार का दीप सदा दिल में जलाकर रखना
हम तुम्हारे हैं …
hameṅ phūloṅ kī tarah dil meṅ sajākar rakhnā
ham tumhāre haiṅ hameṅ apnā banākar rakhnā
hameṅ phūloṅ kī tarah …
nae aṅdāz meṅ yūṅ khud ko sazā dī jāe
ziṅdgī āpke kadmoṅ meṅ bichhā dī jāe
ziṅdgī bhar hameṅ sīne se lagā kar rakhnā
ham tumhāre haiṅ …
khāq bankar terī rāhoṅ meṅ bikhar jāeṅge
terī nazroṅ se judā hoṅge to mar jāeṅge
pyār kā dīp sadā dil meṅ jalākar rakhnā
ham tumhāre haiṅ …