Hamen ho gayaa tumse pyaar bedardee baalmaa

हमें हो गया तुमसे प्यार बेदर्दी बालमा
Work
Year
Language

हमें हो गया तुमसे प्यार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा
दिल ले ले न कर इनकार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा
हमें हो गया तुमसे प्यार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

बदले में प्यार के थोड़ा सा प्यार दे
दिल बेक़रार है दिल को क़रार के
हमें अपना कहो एक बार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

हमें हो गया तुमसे प्यार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

सीने लगा लिया तेरा ख़याल रे
अब है तेरे बिना जीना मुहाल रे
हमें कर ले गले का हार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

हमें हो गया तुमसे प्यार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

हमें हो गया तुमसे प्यार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा
दिल ले ले न कर इनकार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

हमें हो गया तुमसे प्यार, बेदर्दी बालमा
हाय बेदर्दी बालमा

hameṅ ho gayā tumse pyār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā
dil le le na kar inkār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā
hameṅ ho gayā tumse pyār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā

badle meṅ pyār ke thoṛā sā pyār de
dil beqrār hai dil ko qarār ke
hameṅ apnā kaho ek bār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā

hameṅ ho gayā tumse pyār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā

sīne lagā liyā terā khayāl re
ab hai tere binā jīnā muhāl re
hameṅ kar le gale kā hār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā

hameṅ ho gayā tumse pyār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā

hameṅ ho gayā tumse pyār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā
dil le le na kar inkār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā

hameṅ ho gayā tumse pyār, bedardī bālmā
hāy bedardī bālmā