हमें चाहे बदनाम ... आ मेरी नज़रे हसीं हैं
हमें चाहे बदनाम कर दे ज़माना
मगर हम सुना कर रहेंगे फ़साना
मुहब्बत छुपाओ तो छुपती नहीं है
ये आवाज़ रोके से रुकती नहीं है
आ मेरी नज़रे हसीं हैं कि तुम हो हसीं
ये समझने की मुझको ज़रूरत नहीं
बात नज़रों की है बात कुछ भी नहीं
जिसको दिल चाहे दुनिया में है वो हसीं
मेरी नज़रे हसीं …
दिल को आना था इक दिन कहीं ना कहीं -2
दिल की मंज़िल जहाँ थी रुका है वहीं
बात नज़रों की …
ये हवा ये समा चाँदनी रात का
क्या बताऊँ तुझे रंग जज़्बात का
झाँक कर मेरी आँखों में ख़ुद देख ले
मुँह से कह दूँ तो फिर क्या मज़ा बात का
बात नज़रों की …
प्यार करना पड़ा दर्द सहना पड़ा -2
तुझको देखा तो ख़ामोश रहना पड़ा
लाख दामन बचाया न मैं बच सकी
दिल से मजबूर हो कर ये कहना पड़ा
बात नज़रों की …
hameṅ chāhe badnām kar de zamānā
magar ham sunā kar raheṅge fasānā
muhabbat chhupāo to chhuptī nahīṅ hai
ye āvāz roke se ruktī nahīṅ hai
ā merī nazre hasīṅ haiṅ ki tum ho hasīṅ
ye samajhne kī mujhko zarūrat nahīṅ
bāt nazroṅ kī hai bāt kuchh bhī nahīṅ
jisko dil chāhe duniyā meṅ hai vo hasīṅ
merī nazre hasīṅ …
dil ko ānā thā ik din kahīṅ nā kahīṅ -2
dil kī maṅzil jahāṇ thī rukā hai vahīṅ
bāt nazroṅ kī …
ye havā ye samā chāṇdnī rāt kā
kyā batāūṇ tujhe raṅg jazbāt kā
jhāṇk kar merī āṇkhoṅ meṅ khud dekh le
muṇh se kah dūṇ to phir kyā mazā bāt kā
bāt nazroṅ kī …
pyār karnā paṛā dard sahnā paṛā -2
tujhko dekhā to khāmośh rahnā paṛā
lākh dāman bachāyā na maiṅ bach sakī
dil se majbūr ho kar ye kahnā paṛā
bāt nazroṅ kī …