हमें ऐ दिल कहीं ले चल बड़ा तेरा करम होगा
हमें ऐ दिल कहीं ले चल बड़ा तेरा करम होगा
हमारे दम से है हर ग़म ना होंगे हम ना ग़म होगा
हमें ऐ दिल …
ख़बर क्या थी बहार आकर हमारे आशियाने पर
नई बिजली गिराएगी नया हम पे सितम होगा
हमें ऐ दिल …
तमन्नाओं से बदली है ना बदलेगी कभी क़िस्मत
लिखा है जो मुक़द्दर में वही तेरा करम होगा
हमें ऐ दिल …
hameṅ ai dil kahīṅ le chal baṛā terā karam hogā
hamāre dam se hai har ġham nā hoṅge ham nā ġham hogā
hameṅ ai dil …
khabar kyā thī bahār ākar hamāre āśhiyāne par
naī bijlī girāegī nayā ham pe sitam hogā
hameṅ ai dil …
tamannāoṅ se badlī hai nā badlegī kabhī qismat
likhā hai jo muqaddar meṅ vahī terā karam hogā
hameṅ ai dil …