Hamen ab ye jeenaa gavaaraa naheen hai

हमें अब ये जीना गवारा नहीं है
Work
Year
Language

हमें अब ये जीना गवारा नहीं है -2
के दुनिया में कोई हमारा नहीं है -2

( बहुत उन को चाहा के अपना बनायें
अपना बनायें ) -2
मुक़दार को लेकिन गवारा नहीं है

हमें अब ये जीना गवारा नहीं है
के दुनिया में कोई हमारा नहीं है

मुहब्बत में ऐसा कोई दिन न गुज़रा -2
जिसे हम ने रो कर गुज़ारा नहीं है

हमें अब ये जीना गवारा नहीं है
के दुनिया में कोई हमारा नहीं है

( न ख़ूं जान दे-दे वो क़िसमत का मारा
क़िसमत का मारा ) -2
ज़माने में जिस का सहारा नहीं है

हमें अब ये जीना गवारा नहीं है
के दुनिया में कोई हमारा नहीं है

hameṅ ab ye jīnā gavārā nahīṅ hai -2
ke duniyā meṅ koī hamārā nahīṅ hai -2

( bahut un ko chāhā ke apnā banāyeṅ
apnā banāyeṅ ) -2
muqdār ko lekin gavārā nahīṅ hai

hameṅ ab ye jīnā gavārā nahīṅ hai
ke duniyā meṅ koī hamārā nahīṅ hai

muhabbat meṅ aisā koī din na guzrā -2
jise ham ne ro kar guzārā nahīṅ hai

hameṅ ab ye jīnā gavārā nahīṅ hai
ke duniyā meṅ koī hamārā nahīṅ hai

( na khūṅ jān de-de vo qismat kā mārā
qismat kā mārā ) -2
zamāne meṅ jis kā sahārā nahīṅ hai

hameṅ ab ye jīnā gavārā nahīṅ hai
ke duniyā meṅ koī hamārā nahīṅ hai