हम थे वो थी और समाँ रंगीन समझ गए ना
हम थे वो थी वो थी हम थे
हम थे वो थी और समाँ रंगीन समझ गए ना
जाते थे जापान पहुँच गए चीन समझ गए ना
हे याने याने याने प्यार हो गया
हम थे वो थी …
खोया मैं कैसे उसकी बातों में
कहता हूँ दम तो लेने दे आह
खोई वो कैसे मेरी बातों में
कहता हूँ दम तो लेने दे आह
क्या-क्या कह डाला आँखों-आँखों में
कहता हूँ दम तो लेने दे आह
हम थे वो थी …
हो मन्नू तेरा हुआ अब मेरा क्या होगा -2
फुटे बुलबुले दो नैना फड़के
उसने जब देखा मुड़-मुड़ के वाह
जैसे कहती हो सुन रे ओ लड़के
मैने जब देखा मुड़-मुड़ के वाह
फिर दोनों के दिल धक-धक-धक धड़के
दोनों ने देखा मुड़-मुड़ के वाह
हम थे वो थी …
हो मन्नू तेरा हुआ अब मेरा क्या होगा -2
थोड़ा-थोड़ा सा लम्बा-लम्बा सा
धीरे-धीरे उसने खेंचा हा
फिर उसका पल्लू बन के उसका दास
धीरे-धीरे मैने खेंचा हा
फिर घबराहट में अपना-अपना हाथ
उसने खेंचा मैने खेंचा हा
हम थे वो थी …
ham the vo thī vo thī ham the
ham the vo thī aur samāṇ raṅgīn samajh gae nā
jāte the jāpān pahuṇch gae chīn samajh gae nā
he yāne yāne yāne pyār ho gayā
ham the vo thī …
khoyā maiṅ kaise uskī bātoṅ meṅ
kahtā hūṇ dam to lene de āh
khoī vo kaise merī bātoṅ meṅ
kahtā hūṇ dam to lene de āh
kyā-kyā kah ḍālā āṇkhoṅ-āṇkhoṅ meṅ
kahtā hūṇ dam to lene de āh
ham the vo thī …
ho mannū terā huā ab merā kyā hogā -2
phuṭe bulbule do nainā phaṛke
usne jab dekhā muṛ-muṛ ke vāh
jaise kahtī ho sun re o laṛke
maine jab dekhā muṛ-muṛ ke vāh
phir donoṅ ke dil dhak-dhak-dhak dhaṛke
donoṅ ne dekhā muṛ-muṛ ke vāh
ham the vo thī …
ho mannū terā huā ab merā kyā hogā -2
thoṛā-thoṛā sā lambā-lambā sā
dhīre-dhīre usne kheṅchā hā
phir uskā pallū ban ke uskā dās
dhīre-dhīre maine kheṅchā hā
phir ghabrāhaṭ meṅ apnā-apnā hāth
usne kheṅchā maine kheṅchā hā
ham the vo thī …