Ham unke paas aate hain

हम उनके पास आते हैं
Work
Year
Language

हम उनके पास आते हैं वो हमसे दूर जाते हैं
तड़प कर दास्ताँ अपनी बहारों को सुनाते हैं
बहारों को सुनाते हैं
हम उनके पास आते हैं

जबसे हमको प्यार हुआ है
जीना भी दुश्वार हुआ है -2
सहारे जब न पाते हैं
तो फिर घबरा ही जाते हैं

तड़प कर दास्ताँ अपनी बहारों को सुनाते हैं
बहारों को सुनाते हैं
हम उनके पास आते हैं

बिन तेरे वीरान रहा है
गुलशन का हर फूल ख़िज़ाँ है -2
तुझे अरमाँ बुलाते हैं
नये तूफ़ाँ उठाते हैं

तड़प कर दास्ताँ अपनी बहारों को सुनाते हैं
बहारों को सुनाते हैं
हम उनके पास आते हैं

दर्द में डूबी शाम न पूछो
आहों का अंजाम न पूछो -2
शमा ग़म की जलाते हैं
अंधेरे बढ़ते जाते हैं

तड़प कर दास्ताँ अपनी बहारों को सुनाते हैं
बहारों को सुनाते हैं
हम उनके पास आते हैं

ham unke pās āte haiṅ vo hamse dūr jāte haiṅ
taṛap kar dāstāṇ apnī bahāroṅ ko sunāte haiṅ
bahāroṅ ko sunāte haiṅ
ham unke pās āte haiṅ

jabse hamko pyār huā hai
jīnā bhī duśhvār huā hai -2
sahāre jab na pāte haiṅ
to phir ghabrā hī jāte haiṅ

taṛap kar dāstāṇ apnī bahāroṅ ko sunāte haiṅ
bahāroṅ ko sunāte haiṅ
ham unke pās āte haiṅ

bin tere vīrān rahā hai
gulaśhan kā har phūl khizāṇ hai -2
tujhe armāṇ bulāte haiṅ
naye tūfāṇ uṭhāte haiṅ

taṛap kar dāstāṇ apnī bahāroṅ ko sunāte haiṅ
bahāroṅ ko sunāte haiṅ
ham unke pās āte haiṅ

dard meṅ ḍūbī śhām na pūchho
āhoṅ kā aṅjām na pūchho -2
śhamā ġham kī jalāte haiṅ
aṅdhere baṛhte jāte haiṅ

taṛap kar dāstāṇ apnī bahāroṅ ko sunāte haiṅ
bahāroṅ ko sunāte haiṅ
ham unke pās āte haiṅ