Ham un ko samajhte hain ummeedon kaa sahaaraa

हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा
Year
Language

( हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा
दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा ) -2

बेदर्द हैं क्‌या समझेंगे वो मेरी मोहब्बत -2
आँसू है मेरी आँख का टूटा हुआ तारा

दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा
हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा
दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा


( वो आँख बचा कर जो मेरे पास से ग़ुज़रे
हो
पास से ग़ुज़रे ) -2
दिल ने उन्हें रह-रह के कई बार पुकारा

दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा
हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा
दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा


( याद आ गया ऐसे में हमें मिलना किसी का
मिलना किसी का ) -2
जाता था कहीं दूर कोई दर्द का मारा

दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा
हम उन को समझते हैं उम्मीदों का सहारा
दे-दे कोई जा कर उन्हें पैग़ाम हमारा

( ham un ko samajhte haiṅ ummīdoṅ kā sahārā
de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā ) -2

bedard haiṅ k‌yā samjheṅge vo merī mohabbat -2
āṇsū hai merī āṇkh kā ṭūṭā huā tārā

de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā
ham un ko samajhte haiṅ ummīdoṅ kā sahārā
de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā

o
( vo āṇkh bachā kar jo mere pās se ġhuzre
ho
pās se ġhuzre ) -2
dil ne unheṅ rah-rah ke kaī bār pukārā

de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā
ham un ko samajhte haiṅ ummīdoṅ kā sahārā
de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā

o
( yād ā gayā aise meṅ hameṅ milnā kisī kā
milnā kisī kā ) -2
jātā thā kahīṅ dūr koī dard kā mārā

de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā
ham un ko samajhte haiṅ ummīdoṅ kā sahārā
de-de koī jā kar unheṅ paiġhām hamārā