हम तुमसे मिले फिर जुदा हो गए
ल: ( हम तुमसे मिले फिर जुदा हो गए
कि: देखो फिर मिल गए
ल: अब हो के जुदा
कि: फिर मिलें न मिलें
ल: क्यूँ न ऐसा करें
दो: मिल जाएँ चलो हम सदा के लिए ) -2
कि: दिल में हमें तुम बसा लो सारे जहाँ से छुपा लो
ल: लो हम बन्द करते हैं आँखें लो हमको हमसे चुरा लो
हो ढूँढते सब रहें
हम तुमसे मिले …
छोटी सी ये ज़िन्दगानी उससे भी छोटी जवानी
कि: हो न कभी ख़त्म लेकिन ये दो दिलों की कहानी
तुम कहो हम सुनें तुम सुनो हम कहें
हम तुमसे मिले …
दो: हम एक हैं दो नहीं हैं दो नाम हैं क्यूँ हमारे
हम और कुछ भी नहीं हैं हम हैं दीवाने तुम्हारे
बस इसी नाम से सब पुकारें हमें
हम तुमसे मिले …
la: ( ham tumse mile phir judā ho gae
ki: dekho phir mil gae
la: ab ho ke judā
ki: phir mileṅ na mileṅ
la: kyūṇ na aisā kareṅ
do: mil jāeṇ chalo ham sadā ke lie ) -2
ki: dil meṅ hameṅ tum basā lo sāre jahāṇ se chhupā lo
la: lo ham band karte haiṅ āṇkheṅ lo hamko hamse churā lo
ho ḍhūṇḍhte sab raheṅ
ham tumse mile …
chhoṭī sī ye zindgānī usse bhī chhoṭī javānī
ki: ho na kabhī khatm lekin ye do diloṅ kī kahānī
tum kaho ham suneṅ tum suno ham kaheṅ
ham tumse mile …
do: ham ek haiṅ do nahīṅ haiṅ do nām haiṅ kyūṇ hamāre
ham aur kuchh bhī nahīṅ haiṅ ham haiṅ dīvāne tumhāre
bas isī nām se sab pukāreṅ hameṅ
ham tumse mile …