Ham tumhe chaahte hain aise

हम तुम्हे चाहते हैं ऐसे
Work
Year
Language

नसीब इन्सान का चाहत से ही सँवरता है
क्या बुरा इसमें किसी पर जो कोई मरता है

हम तुम्हे चाहते हैं ऐसे
मरनेवाला कोई जिन्दगी चाहता हो जैसे

रूठ जाओ अगर तुम तो क्या हो
पल में ऐसे लगे, जिस्म से जान जैसे जुदा हो

जिन्दगी बिन तुम्हारे अधूरी
तुम को पा लूँ अगर, हर कमी मेरी हो जाए पुरी

ले चलेंगे तुम्हे हम वहाँ पर
तनहाई सनम शहनाई बन जाए जहाँ पर

nasīb insān kā chāhat se hī sṇvartā hai
kyā burā ismeṅ kisī par jo koī martā hai

ham tumhe chāhte haiṅ aise
marnevālā koī jindgī chāhtā ho jaise

rūṭh jāo agar tum to kyā ho
pal meṅ aise lage, jism se jān jaise judā ho

jindgī bin tumhāre adhūrī
tum ko pā lūṇ agar, har kamī merī ho jāe purī

le chaleṅge tumhe ham vahāṇ par
tanhāī sanam śhahnāī ban jāe jahāṇ par