Ham tum yug yug se geet milan kaa

हम तुम युग युग से गीत मिलन का
Work
Year
Language

हम तुम युग युग से ये गीत मिलन का
गाते रहे हैं गाते रहेंगे
हम तुम, जग में जीवन साथी बनकर
आते रहे हैं, आते रहेंगे
हम तुम …

जब जब हमने जीवन पाया
तेरा ही रूप सजा सजना
हर बार तुम्हीं ने माँग भरी
तुम्हीं ने पहनाया कँगना
हम फूल बने या राख हुए
पर साथ नहीं छूटा अपना
हर बार तुम्हीं तुम आन बसे
इन आँखों में बनकर सपना
हम तुम …

हम आज कहें तुमको अपना
तुम भी किसी रोज़ पराये थे
दुनिया समझी हम बिछड़ गये
ऐसे भी ज़माने आये थे
लेकिन वो जुदा होनेवाले
हम नहीं हमारे साये थे
हम तुम …

ham tum yug yug se ye gīt milan kā
gāte rahe haiṅ gāte raheṅge
ham tum, jag meṅ jīvan sāthī bankar
āte rahe haiṅ, āte raheṅge
ham tum …

jab jab hamne jīvan pāyā
terā hī rūp sajā sajnā
har bār tumhīṅ ne māṇg bharī
tumhīṅ ne pahnāyā kṇgnā
ham phūl bane yā rākh hue
par sāth nahīṅ chhūṭā apnā
har bār tumhīṅ tum ān base
in āṇkhoṅ meṅ bankar sapnā
ham tum …

ham āj kaheṅ tumko apnā
tum bhī kisī roz parāye the
duniyā samjhī ham bichhaṛ gaye
aise bhī zamāne āye the
lekin vo judā honevāle
ham nahīṅ hamāre sāye the
ham tum …