हम से क्या पूछते हो दर्द कहाँ होता है
हम से क्या पूछते हो दर्द कहाँ होता है
आप का तीर बता देगा जहाँ होता है
हम से क्या पूछते हो …
ये लगी ऐसी लगी है कि पता भी ना लगा
आग लगने से भी कुछ देर धुआँ होता है
हम से क्या पूछते हो …
दिल में जो दर्द है तुम उस की दवा मत ढूंढो
दर्द कम होने से ये दर्द जवाँ होता है
हम से क्या पूछते हो …
ham se kyā pūchhte ho dard kahāṇ hotā hai
āp kā tīr batā degā jahāṇ hotā hai
ham se kyā pūchhte ho …
ye lagī aisī lagī hai ki patā bhī nā lagā
āg lagne se bhī kuchh der dhuāṇ hotā hai
ham se kyā pūchhte ho …
dil meṅ jo dard hai tum us kī davā mat ḍhūṅḍho
dard kam hone se ye dard javāṇ hotā hai
ham se kyā pūchhte ho …