हम प्यार तुम्हें ... हमें अपना बना कर देखो
र: हम प्यार तुम्हें करते हैं हमें अपना बना कर देखो
आ: इस बात से हम डरते हैं आँखें न मिला के देखो
र: हम प्यार तुम्हें …
ये चाँद से चेहरे पे लहराती हुई ज़ुल्फ़ें
दीवाना बनाती हैं बलखाती हुई ज़ुल्फ़ें
ज़ुल्फ़ों की घटाओं को चेहरे से हटा के देखो
हम प्यार तुम्हें …
आ: क्यों इतने दीवाने हो ऐ जलवों के सौदाई
ऐसी भी भला हममें क्या बात नज़र आई
देखो तो मगर हमको कुछ होश में आकर देखो
र: हम प्यार तुम्हें …
चलके तो ज़रा देखो इन प्यार की राहों में
आ: आ जाएँ न कहीं हम दुनिया की निगाहों में
र: दम भर के लिए ऐसी दुनिया को भुला कर देखो
हम प्यार तुम्हें …
ra: ham pyār tumheṅ karte haiṅ hameṅ apnā banā kar dekho
ā: is bāt se ham ḍarte haiṅ āṇkheṅ na milā ke dekho
ra: ham pyār tumheṅ …
ye chāṇd se chehre pe lahrātī huī zulfeṅ
dīvānā banātī haiṅ balkhātī huī zulfeṅ
zulfoṅ kī ghaṭāoṅ ko chehre se haṭā ke dekho
ham pyār tumheṅ …
ā: kyoṅ itne dīvāne ho ai jalvoṅ ke saudāī
aisī bhī bhalā hammeṅ kyā bāt nazar āī
dekho to magar hamko kuchh hośh meṅ ākar dekho
ra: ham pyār tumheṅ …
chalke to zarā dekho in pyār kī rāhoṅ meṅ
ā: ā jāeṇ na kahīṅ ham duniyā kī nigāhoṅ meṅ
ra: dam bhar ke lie aisī duniyā ko bhulā kar dekho
ham pyār tumheṅ …