हम को मन की शक्ति देना, मन विजय करें
हम को मन की शक्ति देना, मन विजय करें
दूसरोंकी जय से पहले, खुदकी जय करें
हम को मन की शक्ति देना …
भेद-भाव अपने दिलसे, साफ़ कर सकें
दूसरोंसे भूल हो तो, माफ़ कर सकें
झूठ से बचे रहें, सचका दम भरें
दूसरोंकी जयसे पहले, खुदकी जय करें
हम को मन की शक्ति देना …
मुश्किलें पड़ें तो हमपे, इतना कर्म कर
साथ दें तो धर्म का, चलें तो धर्म पर
खुदपे हौसला रहे, सचका दम भरें
दूसरोंकी जयसे पहले, खुदकी जय करें
हम को मन की शक्ति देना …
ham ko man kī śhakti denā, man vijay kareṅ
dūsroṅkī jay se pahle, khudkī jay kareṅ
ham ko man kī śhakti denā …
bhed-bhāv apne dilse, sāf kar sakeṅ
dūsroṅse bhūl ho to, māf kar sakeṅ
jhūṭh se bache raheṅ, sachkā dam bhareṅ
dūsroṅkī jayse pahle, khudkī jay kareṅ
ham ko man kī śhakti denā …
muśhkileṅ paṛeṅ to hampe, itnā karm kar
sāth deṅ to dharm kā, chaleṅ to dharm par
khudpe hauslā rahe, sachkā dam bhareṅ
dūsroṅkī jayse pahle, khudkī jay kareṅ
ham ko man kī śhakti denā …