Ham ko chhor ke kahaan jaaoge

हम को छोड़ के कहाँ जाओगे
Year
Language

हम को छोड़ के कहाँ जाओगे
सैंया तुम बड़ा दुःख पाओगे
अब जान भी लो पहचान भी लो
नज़रें ये प्यार की

तुम जवाँ मेरा दिल जवाँ
एक नज़र मेरे मेहरबाँ
मानो मानो मेरी बात मनो
नहीं गैर जानो ओ पिया
हम को छोड़ के …

दिल्रुबा मेरी हर अदा
हर नज़र मेरी इक बला
गोरी गोरी मेरी देखो बाहें
भरे लोग आहें ओ पिया
हम को छोड़ के …

ham ko chhoṛ ke kahāṇ jāoge
saiṅyā tum baṛā duḥakh pāoge
ab jān bhī lo pahchān bhī lo
nazreṅ ye pyār kī

tum javāṇ merā dil javāṇ
ek nazar mere meharbāṇ
māno māno merī bāt mano
nahīṅ gair jāno o piyā
ham ko chhoṛ ke …

dilrubā merī har adā
har nazar merī ik balā
gorī gorī merī dekho bāheṅ
bhare log āheṅ o piyā
ham ko chhoṛ ke …