हम जिस रस्ते पे चले, उस रस्ते पे थी प्रीत खड़ी
आ: हम जिस रस्ते पे चले, उस रस्ते पे थी प्रीत खड़ी
प्रीत ने हमको पहना दी, अर्मानों की हथकड़ी
तू जहाँ चले, मैं वहाँ चलूँ
तू जहाँ रुके, मैं वहाँ रुकूँ
ल: हम जिस रस्ते …
ल: (हम अन्जाने इक दूजे की जान बने
पहले दो दिल थे अब सौ अर्मान बने) -2
आ: अरे जान के देखो, हम कैसे अन्जान बने
जाने कब दिल टकराए, जाने कब आँख से आँख लड़ी
ल/आ: प्रीत ने हमको …
आ: (मौसम है या प्यार का एक पैग़ाम है
इसीलिए ये प्यार बड़ा बदना है) -2
ल: भूल गए हम दुनिया किसका नाम है
याद रहेंगे हमें हमेशा ये दिन, ये रुत, ये घड़ी
ल/आ: प्रीत ने हमको …
आ: देखो अभी सुबह थी, हो गई शाम अभी
ल: दिल फिर तड़पा आया था, आराम अभी
आ: अरे, अपने दिल पर लिख दो मेरा नाम अभी
ल: ओ छोटे से साजना तू बातें करता है बड़ी
ल/आ: प्रीत ने हमको …
ā: ham jis raste pe chale, us raste pe thī prīt khaṛī
prīt ne hamko pahnā dī, armānoṅ kī hathkaṛī
tū jahāṇ chale, maiṅ vahāṇ chalūṇ
tū jahāṇ ruke, maiṅ vahāṇ rukūṇ
la: ham jis raste …
la: (ham anjāne ik dūje kī jān bane
pahle do dil the ab sau armān bane) -2
ā: are jān ke dekho, ham kaise anjān bane
jāne kab dil ṭakrāe, jāne kab āṇkh se āṇkh laṛī
la/ā: prīt ne hamko …
ā: (mausam hai yā pyār kā ek paiġhām hai
isīlie ye pyār baṛā badnā hai) -2
la: bhūl gae ham duniyā kiskā nām hai
yād raheṅge hameṅ hameśhā ye din, ye rut, ye ghaṛī
la/ā: prīt ne hamko …
ā: dekho abhī subah thī, ho gaī śhām abhī
la: dil phir taṛpā āyā thā, ārām abhī
ā: are, apne dil par likh do merā nām abhī
la: o chhoṭe se sājnā tū bāteṅ kartā hai baṛī
la/ā: prīt ne hamko …