हम हैं यहाँ ... क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा
ल: हम हैं यहाँ, दिल साजन के पास है
आँखों में डोल रही मिलने की आस है
आँखों से जो भी आँसू बहेगा, यही कहेगा
क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा -2
को: आँखों से जो भी आँसू बहेगा, यही कहेगा
क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा -2
ल: ( कहते हैं तुझसे ये बुलबुल के नाले
ओ सैयाद चाहे जितना सता ले ) -2
तेरे सितम दिल हँस के सहेगा, और ये कहेगा
को: क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा -2
आँखों से जो भी आँसू बहेगा, यही कहेगा
क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा -2
ल: ( आज़ादियाँ मेरी लेनी है ले ले
क़ैद-ए-ग़ुलामी देनी है दे दे ) -2
जिसका है ये दिल उसका रहेगा, तुझसे कहेगा
को: क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा -2
आँखों से जो भी आँसू बहेगा, यही कहेगा
क़िसमत का लिखा हो कर रहेगा -2
la: ham haiṅ yahāṇ, dil sājan ke pās hai
āṇkhoṅ meṅ ḍol rahī milne kī ās hai
āṇkhoṅ se jo bhī āṇsū bahegā, yahī kahegā
qismat kā likhā ho kar rahegā -2
ko: āṇkhoṅ se jo bhī āṇsū bahegā, yahī kahegā
qismat kā likhā ho kar rahegā -2
la: ( kahte haiṅ tujhse ye bulbul ke nāle
o saiyād chāhe jitnā satā le ) -2
tere sitam dil hṇs ke sahegā, aur ye kahegā
ko: qismat kā likhā ho kar rahegā -2
āṇkhoṅ se jo bhī āṇsū bahegā, yahī kahegā
qismat kā likhā ho kar rahegā -2
la: ( āzādiyāṇ merī lenī hai le le
qaid-e-ġhulāmī denī hai de de ) -2
jiskā hai ye dil uskā rahegā, tujhse kahegā
ko: qismat kā likhā ho kar rahegā -2
āṇkhoṅ se jo bhī āṇsū bahegā, yahī kahegā
qismat kā likhā ho kar rahegā -2