Ham hain tere tum ho mere chal pyaar karenge

हम हैं तेरे तुम हो मेरे चल प्यार करेंगे
Year
Language

( हम हैं तेरे तुम हो मेरे चल प्यार करेंगे
तेरे मेरे मेरे तेरे बीच में कौन आएगा ) -2
आएगा नहीं तो जग नहीं पाएगा
ऐसे हैं हम इक दिल ऐसे हैं हम इक जां
आए तेरे तेरे बीच में कौन आएगा

ज़ालिम अगर ज़माना है तो ग़म क्‌या
अपना मिलन है जनम से जनम का
इन बाहों के बीच में आ कर तो देखे
ऐसा फंसेगा कि राह नहीं पाएगा
तेरे मेरे बीच में …

पत्नी के अंग से पति को उठाने
कौन आएगा अपनी शामत बुलाने
ऐसी पड़ेगी कि घर का भी रास्ता
रह रह कर सोचेगा याद नहीं आएगा
तेरे मेरे बीच में …

बलखा के नीचे है घूँघट की रानी -2
लहरा के ढपली बजाए जवानी
( देखे कोई क्‌या करेगा वो अपना
जल जल के देखेगा और चला जाएगा ) -2
तेरे मेरे बीच में …

( ham haiṅ tere tum ho mere chal pyār kareṅge
tere mere mere tere bīch meṅ kaun āegā ) -2
āegā nahīṅ to jag nahīṅ pāegā
aise haiṅ ham ik dil aise haiṅ ham ik jāṅ
āe tere tere bīch meṅ kaun āegā

zālim agar zamānā hai to ġham k‌yā
apnā milan hai janam se janam kā
in bāhoṅ ke bīch meṅ ā kar to dekhe
aisā phaṅsegā ki rāh nahīṅ pāegā
tere mere bīch meṅ …

patnī ke aṅg se pati ko uṭhāne
kaun āegā apnī śhāmat bulāne
aisī paṛegī ki ghar kā bhī rāstā
rah rah kar sochegā yād nahīṅ āegā
tere mere bīch meṅ …

balkhā ke nīche hai ghūṇghaṭ kī rānī -2
lahrā ke ḍhaplī bajāe javānī
( dekhe koī k‌yā karegā vo apnā
jal jal ke dekhegā aur chalā jāegā ) -2
tere mere bīch meṅ …