Ham to hain raahee dil ke pahunchenge rukte-chalte

हम तो हैं राही दिल के पहुंचेंगे रुकते-चलते
Work
Year
Language

हम तो हैं राही दिल के पहुंचेंगे रुकते-चलते
मंज़िल है किसको प्यारी हो
अरे हम तो मन के राजा राजा की चली सवारी -2
हो सुनो ज़रा हम तो हैं राही …

हम दो अलबेले हैं सारी दुनिया से झेले हैं
अपने तो सपने लाखों कहने को अकेले हैं
अरे सबका बोझा लेई के चलती है अपनी लारी
अरे हो सुनो ज़रा हम तो हैं राही …

जब तक चलते जाएँ सबका दिल हो अपनाएँ
जब रोए कोई दूजा नैना अपने छलक आएँ
प्यारे काम आएगी सुन ताज़ा बात हमारी
अरे हो सुनो ज़रा हम तो हैं राही …

हरे हरे शंकर जय शिव शंकर भूषण वल्लभ जय महेश्वर
पंडित मुल्ला डाँटें पर हम सबका दुख बाँटें
सारे हैं अपने प्यारे बोलो किसका गला काटें
रामू या रमजानी अपनी तो सबसे यारी
अरे ओ सुनो ज़रा हम तो हैं राही …

ham to haiṅ rāhī dil ke pahuṅcheṅge rukte-chalte
maṅzil hai kisko pyārī ho
are ham to man ke rājā rājā kī chalī savārī -2
ho suno zarā ham to haiṅ rāhī …

ham do albele haiṅ sārī duniyā se jhele haiṅ
apne to sapne lākhoṅ kahne ko akele haiṅ
are sabkā bojhā leī ke chaltī hai apnī lārī
are ho suno zarā ham to haiṅ rāhī …

jab tak chalte jāeṇ sabkā dil ho apnāeṇ
jab roe koī dūjā nainā apne chhalak āeṇ
pyāre kām āegī sun tāzā bāt hamārī
are ho suno zarā ham to haiṅ rāhī …

hare hare śhaṅkar jay śhiv śhaṅkar bhūṣhaṇ vallabh jay maheśhvar
paṅḍit mullā ḍāṇṭeṅ par ham sabkā dukh bāṇṭeṅ
sāre haiṅ apne pyāre bolo kiskā galā kāṭeṅ
rāmū yā ramjānī apnī to sabse yārī
are o suno zarā ham to haiṅ rāhī …