Ham hain to chaand aur taare

हम हैं तो चाँद और तारे
Year
Language

हम हैं तो चाँद और तारे जहाँ के ये रंगीं नज़ारे
हाय रे हाय ओ दुनिया हम तेरी नज़र में आवारे

को: हम हैं तो चाँद …

जीवन के ये लम्बे रस्ते काटेंगे गाते हँसते
मिल जाएगी हमको मंज़िल इक रोज़ तो चलते-चलते
अरमाँ जवाँ हैं हमारे छूने चले हैं सितारे
हाय रे हाय …

को: हम हैं तो चाँद …

इक जोश है अपने दिल में घबराएं न हम मुश्किल में
सीखा ही नहीं रुक जाना बढ़ते ही चले महफ़िल में
करते हैं गगन से इशारे बिजली पे क़दम हैं हमारे
हाय रे हाय …
हम हैं तो चाँद …

ham haiṅ to chāṇd aur tāre jahāṇ ke ye raṅgīṅ nazāre
hāy re hāy o duniyā ham terī nazar meṅ āvāre

ko: ham haiṅ to chāṇd …

jīvan ke ye lambe raste kāṭeṅge gāte hṇste
mil jāegī hamko maṅzil ik roz to chalte-chalte
armāṇ javāṇ haiṅ hamāre chhūne chale haiṅ sitāre
hāy re hāy …

ko: ham haiṅ to chāṇd …

ik jośh hai apne dil meṅ ghabrāeṅ na ham muśhkil meṅ
sīkhā hī nahīṅ ruk jānā baṛhte hī chale mahafil meṅ
karte haiṅ gagan se iśhāre bijlī pe qadam haiṅ hamāre
hāy re hāy …
ham haiṅ to chāṇd …