हम ग़रीबों का भी पूरा कभी अर्माँ कर दे
हम ग़रीबों का भी पूरा कभी अर्माँ कर दे
अपनी रहमत का ज़रा हम पे अहसाँ कर दे
हम ग़रीबों का भी पूरा कभी अर्माँ कर दे
वो सलामत रहे, फूले फले, परवान चढ़े
उन के हाथों से मेरी मौत का समाँ कर दे
हम ग़रीबों का भी पूरा कभी अर्माँ कर दे
मौत को काम से मतलब है उसे नाम से क्या
जिस्म उस का रहे, क़ुरबान मेरी जाँ कर दे
हम ग़रीबों का भी पूरा कभी अर्माँ कर दे
ham ġharīboṅ kā bhī pūrā kabhī armāṇ kar de
apnī rahmat kā zarā ham pe ahsāṇ kar de
ham ġharīboṅ kā bhī pūrā kabhī armāṇ kar de
vo salāmat rahe, phūle phale, parvān chaṛhe
un ke hāthoṅ se merī maut kā samāṇ kar de
ham ġharīboṅ kā bhī pūrā kabhī armāṇ kar de
maut ko kām se matalab hai use nām se kyā
jism us kā rahe, qurbān merī jāṇ kar de
ham ġharīboṅ kā bhī pūrā kabhī armāṇ kar de