हम चाहें या ना चाहें
हमराही बना लेती हैं
हमको जीवन की राहें
हम चाहें या न चाहें …
ये राहें कहाँ से आते
ये राहें कहाँ ले जाते
राहें धरती के तन पर
आकाश की फैली बाहें
हम चाहें या न चाहें …
उतरा आकाश धरा पर
तन मन कर दिया निछावर
जो फूल खिलाना चाहें
हँस हँस कर साथ निबाहें
हम चाहें या न चाहें …
ham chāheṅ yā nā chāheṅ
hamrāhī banā letī haiṅ
hamko jīvan kī rāheṅ
ham chāheṅ yā na chāheṅ …
ye rāheṅ kahāṇ se āte
ye rāheṅ kahāṇ le jāte
rāheṅ dhartī ke tan par
ākāśh kī phailī bāheṅ
ham chāheṅ yā na chāheṅ …
utrā ākāśh dharā par
tan man kar diyā nichhāvar
jo phūl khilānā chāheṅ
hṇs hṇs kar sāth nibāheṅ
ham chāheṅ yā na chāheṅ …