हम बुलाते ही रहे तुम जलाते ही रहे
र: हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
ओ सनम ये कहाँ की मोहब्बत है
आ: यूँ सताया न करो
दिल जलाया न करो
हमने कह तो दिया के मोहब्बत है
र: हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
ओ सनम ये कहाँ की मोहब्बत है
हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
आ: ( सीखी हैं कहाँ से ये शिक़ायतें
अच्छी नहीं देखो ऐसी आदतें ) -2
र: मुस्कुराते भी नहीं
पास आते भी नहीं
हमें कैसे यक़ीं आये उल्फ़त है
आ: यूँ सताया न करो
दिल जलाया न करो
हमने कह तो दिया के मोहब्बत है
र: हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
ओ सनम ये कहाँ की मोहब्बत है
हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
र: ( हम तुम्हें अपना बना चुके
दिल की ये दुनिया लुटा चुके ) -2
आ: हम तुम्हारे हैं सनम
ले लो कोई भी क़सम
हमने कब ये कहा तुमसे नफ़रत है
र: हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
ओ सनम ये कहाँ की मोहब्बत है
आ: यूँ सताया न करो
दिल जलाया न करो
हमने कह तो दिया के मोहब्बत है
र: हम बुलाते ही रहे
तुम जलाते ही रहे
ra: ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe
o sanam ye kahāṇ kī mohabbat hai
ā: yūṇ satāyā na karo
dil jalāyā na karo
hamne kah to diyā ke mohabbat hai
ra: ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe
o sanam ye kahāṇ kī mohabbat hai
ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe
ā: ( sīkhī haiṅ kahāṇ se ye śhiqāyteṅ
achchhī nahīṅ dekho aisī ādteṅ ) -2
ra: muskurāte bhī nahīṅ
pās āte bhī nahīṅ
hameṅ kaise yaqīṅ āye ulfat hai
ā: yūṇ satāyā na karo
dil jalāyā na karo
hamne kah to diyā ke mohabbat hai
ra: ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe
o sanam ye kahāṇ kī mohabbat hai
ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe
ra: ( ham tumheṅ apnā banā chuke
dil kī ye duniyā luṭā chuke ) -2
ā: ham tumhāre haiṅ sanam
le lo koī bhī qasam
hamne kab ye kahā tumse nafrat hai
ra: ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe
o sanam ye kahāṇ kī mohabbat hai
ā: yūṇ satāyā na karo
dil jalāyā na karo
hamne kah to diyā ke mohabbat hai
ra: ham bulāte hī rahe
tum jalāte hī rahe