मु: हम भी खो गए हैं दिल भी खो गया है
कहते हैं प्यार जिसको शायद वो हो गया है
क: हम भी खो गए …
दो: हम भी खो गए …
मु: दिल हमको ढूँढता है हम दिल को ढूँढते हैं
मंज़िल पे हम खड़े हैं मंज़िल को ढूँढते हैं
क: दिल हमको ढूँढता …
दो: कहते हैं प्यार जिसको …
क: क्या चीज़ है मोहब्बत समझेगा क्या ज़माना
इतनी सी है कहानी इतना सा है फ़साना
मु: क्या चीज़ है मोहब्बत …
दो: कहते हैं प्यार जिसको …
mu: ham bhī kho gae haiṅ dil bhī kho gayā hai
kahte haiṅ pyār jisko śhāyad vo ho gayā hai
ka: ham bhī kho gae …
do: ham bhī kho gae …
mu: dil hamko ḍhūṇḍhtā hai ham dil ko ḍhūṇḍhte haiṅ
maṅzil pe ham khaṛe haiṅ maṅzil ko ḍhūṇḍhte haiṅ
ka: dil hamko ḍhūṇḍhtā …
do: kahte haiṅ pyār jisko …
ka: kyā chīz hai mohabbat samjhegā kyā zamānā
itnī sī hai kahānī itnā sā hai fasānā
mu: kyā chīz hai mohabbat …
do: kahte haiṅ pyār jisko …