र: हम भी अकेले तुम भी अकेले -2
आ जा लगा लें मोहब्बत के मेले
हम भी अकेले तुम भी अकेले
सु: हम भी अकेले तुम भी अकेले -2
आ जा लगा लें मोहब्बत के मेले
हम भी अकेले तुम भी अकेले
र: हो
मौसम जवान है दिल भी जवान है
सु: हो
मौसम जवान है दिल भी जवान है
पलकों में सोया हुआ सारा जहान है
हम भी अकेले तुम भी अकेले -2
सु: हो
पहली बरसात है ठण्डी-ठण्डी रात है
र: हो
पहली बरसात है ठण्डी-ठण्डी रात है
है चैन दिल से मिले दिल तो क्या ही बात है
हम भी अकेले तुम भी अकेले -2
र: हो
हसरत यही है दिल-ए-बेक़रार की
सु: हो
हसरत यही है दिल-ए-बेक़रार की
ऐसे में छेड़ पिया बात कोई प्यार की
हम भी अकेले तुम भी अकेले -2
आ जा लगा लें मोहब्बत के मेले
हम भी अकेले तुम भी अकेले
ra: ham bhī akele tum bhī akele -2
ā jā lagā leṅ mohabbat ke mele
ham bhī akele tum bhī akele
su: ham bhī akele tum bhī akele -2
ā jā lagā leṅ mohabbat ke mele
ham bhī akele tum bhī akele
ra: ho
mausam javān hai dil bhī javān hai
su: ho
mausam javān hai dil bhī javān hai
palkoṅ meṅ soyā huā sārā jahān hai
ham bhī akele tum bhī akele -2
su: ho
pahlī barsāt hai ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī rāt hai
ra: ho
pahlī barsāt hai ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī rāt hai
hai chain dil se mile dil to kyā hī bāt hai
ham bhī akele tum bhī akele -2
ra: ho
hasrat yahī hai dil-e-beqrār kī
su: ho
hasrat yahī hai dil-e-beqrār kī
aise meṅ chheṛ piyā bāt koī pyār kī
ham bhī akele tum bhī akele -2
ā jā lagā leṅ mohabbat ke mele
ham bhī akele tum bhī akele