Ham bekhudee men tum ko pukaare chale gae

हम बेखुदी में तुम को पुकारे चले गए
Work
Year
Language

हम बेखुदी में तुम को पुकारे चले गए
सागर में जिंदगी को उतारे चले गए

देखा किये तुम्हे हम बनके दीवाना
उतरा जो नशा तो हमने ये जाना
सारे वो जिंदगी के सहारे चले गये

तुम तो न कहो हम खुद ही से खेले
डूबे नहीं हम ही यूँ नशे में अकेले
शीशे में आप को भी उतारे चले गये

ham bekhudī meṅ tum ko pukāre chale gae
sāgar meṅ jiṅdgī ko utāre chale gae

dekhā kiye tumhe ham banke dīvānā
utrā jo naśhā to hamne ye jānā
sāre vo jiṅdgī ke sahāre chale gaye

tum to na kaho ham khud hī se khele
ḍūbe nahīṅ ham hī yūṇ naśhe meṅ akele
śhīśhe meṅ āp ko bhī utāre chale gaye