हम अपने दिल का फ़साना उन्हें सुना न सके
हम अपने दिल का फ़साना
उन्हें सुना न सके
लगी है आग़ जो -2
दिल में उसे बुझा न सके
हम अपने दिल का फ़साना
उन्हें सुना न सके
( तेरी तलाश में दर-दर की
ठोकरें खाईं ) -2
मेरी वफ़ा के क़दम फिर भी
डगमगा न सके
लगी है आग़ जो -2
दिल में उसे बुझा न सके
हम अपने दिल का फ़साना
उन्हें सुना न सके
( ज़रा तो सोच के उस दिल का
हाल क्या होगा
हाल क्या होगा ) -2
जो दूर रह न सके
तेरे पास आ न सके
लगी है आग़ जो -2
दिल में उसे बुझा न सके
हम अपने दिल का फ़साना
उन्हें सुना न सके
हम उनको याद न करते
पे दिल का क्या कीजे -2
हज़ार भूलना चाहा
मगर भुला न सके
लगी है आग़ जो -2
दिल में उसे बुझा न सके
हम अपने दिल का फ़साना
उन्हें सुना न सके
ham apne dil kā fasānā
unheṅ sunā na sake
lagī hai āġh jo -2
dil meṅ use bujhā na sake
ham apne dil kā fasānā
unheṅ sunā na sake
( terī talāśh meṅ dar-dar kī
ṭhokreṅ khāīṅ ) -2
merī vafā ke qadam phir bhī
ḍagamgā na sake
lagī hai āġh jo -2
dil meṅ use bujhā na sake
ham apne dil kā fasānā
unheṅ sunā na sake
( zarā to soch ke us dil kā
hāl kyā hogā
hāl kyā hogā ) -2
jo dūr rah na sake
tere pās ā na sake
lagī hai āġh jo -2
dil meṅ use bujhā na sake
ham apne dil kā fasānā
unheṅ sunā na sake
ham unko yād na karte
pe dil kā kyā kīje -2
hazār bhūlnā chāhā
magar bhulā na sake
lagī hai āġh jo -2
dil meṅ use bujhā na sake
ham apne dil kā fasānā
unheṅ sunā na sake