हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने ... यार दिलबर यार्
हम तो थे अनजाने हम दोनों ये न जाने
यार दिलबर यार कब हम प्यार कर बैठे
हम तो थे अनजाने …
प्यार की कोई जात नहीं ना जाने इसकी बोली
नज़र तो पहली नज़र से बोली बिना कुछ बोले हमजोली
ना कुछ सोचे ना कुछ समझे यार
यार दिलबर यार आँखें चार कर बैठे
हम तो थे अनजाने …
आप कुछ बोलो हाँ हाँ
हाँ हमजोली हां लगता थोड़ा समझ रहे हो
ख्वाब में भी ना सोचा था के हम ऐसे मिल जाएंगे
दो डाली के फूल एक डाली में खिल जाएंगे
ना कुछ सोचे ना कुछ समझे
हम तो थे अनजाने …
ham to the anjāne ham donoṅ ye na jāne
yār dilbar yār kab ham pyār kar baiṭhe
ham to the anjāne …
pyār kī koī jāt nahīṅ nā jāne iskī bolī
nazar to pahlī nazar se bolī binā kuchh bole hamjolī
nā kuchh soche nā kuchh samjhe yār
yār dilbar yār āṇkheṅ chār kar baiṭhe
ham to the anjāne …
āp kuchh bolo hāṇ hāṇ
hāṇ hamjolī hāṅ lagtā thoṛā samajh rahe ho
khvāb meṅ bhī nā sochā thā ke ham aise mil jāeṅge
do ḍālī ke phūl ek ḍālī meṅ khil jāeṅge
nā kuchh soche nā kuchh samjhe
ham to the anjāne …