Ham to albele mazdoor gazab hamaaree jaadoogree

हम तो अलबेले मज़दूर गज़ब हमारी जादूगरी
Work
Year
Language

हम तो अलबेले मज़दूर गज़ब हमारी जादूगरी -2
जादूगरी भाई जादूगरी गज़ब हमारी जादूगरी
हम तो अलबेले मज़दूर गज़ब हमारी जादूगरी

( कहो तो फ़ौरन महल बना दें
पास में बढ़िया बाग़ लगा दें ) -2
जहाँ पे छम-छम नाचे सलोनी -2
( कोई छबीली परी
राम हो जादूगरी ) -2

हम तो अलबेले मज़दूर गज़ब हमारी जादूगरी

( हम पत्थर में प्राण जगा दें
हम मिट्टी में जीवन ला दें ) -2
नखरे वाली डलिया मोरी
नखरे वाली डलिया मोरी
नखरे वाली डलिया मोरी
( बडी गुमान भरी
राम हो जादूगरी ) -3

हम तो अलबेले मज़दूर गज़ब हमारी जादूगरी

ham to albele mazdūr gazab hamārī jādūgrī -2
jādūgrī bhāī jādūgrī gazab hamārī jādūgrī
ham to albele mazdūr gazab hamārī jādūgrī

( kaho to fauran mahal banā deṅ
pās meṅ baṛhiyā bāġh lagā deṅ ) -2
jahāṇ pe chham-chham nāche salonī -2
( koī chhabīlī parī
rām ho jādūgrī ) -2

ham to albele mazdūr gazab hamārī jādūgrī

( ham patthar meṅ prāṇ jagā deṅ
ham miṭṭī meṅ jīvan lā deṅ ) -2
nakhre vālī ḍaliyā morī
nakhre vālī ḍaliyā morī
nakhre vālī ḍaliyā morī
( baḍī gumān bharī
rām ho jādūgrī ) -3

ham to albele mazdūr gazab hamārī jādūgrī