Ham aapkee aankhon men, is dil ko basaa de to

हम आपकी आँखों में, इस दिल को बसा दे तो
Work
Year
Language

हम आपकी आँखो में इस दिल को बसा दे तो
हम मूँद के पलकों को इस दिल को सज़ा दे तो

इन जुल्फों में गूंदेंगे हम फूल मोहब्बत के
जुल्फों को झटक कर हम ये फूल गिरा दे तो

हम आपको ख्वाबों में ला ला के सतायेंगे
हम आपकी आँखों से नींदे ही उड़ा दे तो

हम आपके कदमों पर गिर जायेंगे गश खा कर
इसपर भी ना हम अपने आँचल की हवा दे तो

ham āpkī āṇkho meṅ is dil ko basā de to
ham mūṇd ke palkoṅ ko is dil ko sazā de to

in julphoṅ meṅ gūṅdeṅge ham phūl mohabbat ke
julphoṅ ko jhaṭak kar ham ye phūl girā de to

ham āpko khvāboṅ meṅ lā lā ke satāyeṅge
ham āpkī āṇkhoṅ se nīṅde hī uṛā de to

ham āpke kadmoṅ par gir jāyeṅge gaśh khā kar
ispar bhī nā ham apne āṇchal kī havā de to