हल्ला-गुल्ला लाईला खुल्लम-खुल्ला ... ऐश कर लो दोस्तों
र: हल्ला-गुल्ला लाईला खुल्लम-खुल्ला गाईला खुल्लम-खुल्ला
ऐश कर लो दोस्तों college की दीवारों में
कल से लिखे जाओगे सबके सब बेकारों में
ब: छोटी-मोटी नौकरी ढूँढोगे अखबारों में
आज नहीं तो कल मिलेगी दिल को ये समझाइला
श: लोग कहेंगे बाबू जी हैं B.A. कर के आए हैं
कई साल कई महीने पानी भर आए हैं
पैंट में फूटी पाई नहीं है साइकिल पर चढ़ आए हैं
फिर सड़कों पर आवारा फिर कर लारा लप्पा गाइला
ब: माल रोड पर हमने कल इक लड़की देखी जाइला
ठुमक-ठुमक चलते-चलते उसका गिरा रुमाइला
र: हमने लिया उठाइला
ब: लड़की दी मुकराइला
हल्ला-गुल्ला लायला …
श: एक गली में हमने कल इक लड़का देखा जाइला
काली ऐनक लाइला तिरछी टोपी पाइला
उसने हमसे छेड़छाड़ की हमने जूता उठाइला
पास हुआ पाइला फ़ेल हुआ तो जाइला
हल्ला-गुल्ला लायला …
दाढ़ी-मूँछ मुड़ाइला बागड़-बिल्ला
हल्ला-गुल्ला लायला …
लड़की से शरमाइला रहमत उल्ला
हल्ला-गुल्ला लायला …
ra: hallā-gullā lāīlā khullam-khullā gāīlā khullam-khullā
aiśh kar lo dostoṅ college kī dīvāroṅ meṅ
kal se likhe jāoge sabke sab bekāroṅ meṅ
ba: chhoṭī-moṭī naukrī ḍhūṇḍhoge akhbāroṅ meṅ
āj nahīṅ to kal milegī dil ko ye samjhāilā
śha: log kaheṅge bābū jī haiṅ B.A. kar ke āe haiṅ
kaī sāl kaī mahīne pānī bhar āe haiṅ
paiṅṭ meṅ phūṭī pāī nahīṅ hai sāikil par chaṛh āe haiṅ
phir saṛkoṅ par āvārā phir kar lārā lappā gāilā
ba: māl roḍ par hamne kal ik laṛkī dekhī jāilā
ṭhumak-ṭhumak chalte-chalte uskā girā rumāilā
ra: hamne liyā uṭhāilā
ba: laṛkī dī mukrāilā
hallā-gullā lāylā …
śha: ek galī meṅ hamne kal ik laṛkā dekhā jāilā
kālī ainak lāilā tirchhī ṭopī pāilā
usne hamse chheṛchhāṛ kī hamne jūtā uṭhāilā
pās huā pāilā fel huā to jāilā
hallā-gullā lāylā …
dāṛhī-mūṇchh muṛāilā bāgaṛ-billā
hallā-gullā lāylā …
laṛkī se śharmāilā rahmat ullā
hallā-gullā lāylā …